|
|
Zahe Muqqadar Huzoor-e-Haq Se
MashAllah very beautiful =) xZahe Muqaddar Huzur-e-Haq Se Salaam Aaya Payam Aaya
Jhukao Nazreen Bichao Palkeen Adab Ka Aala Maqam Aaya
Yeh Kon Sar Se Kafan Lapetey Chala Hai Ulfat Ke Raatey Par
Farishtey Hairat Se Tak Rahe Hain Yeh Kon Zi Ehteram Aaya
Faza Mein Labbaik Ki Sadain Za Farsh Ta Aarsh Tags : Pakistyle pakistyle1 qasrab islam pakistan Views : 1229 This video added by pakistyle1 .
|
|
|
|
yeh na thii hamaarii qismat keh - habib wali
a ghazal - live performance
ye naa thii hamaarii qismat ke wisaal-e-yaar hotaa
agar aur jiitay rehtay, yahii intazaar hotaa
ko'ii mere dil se puuchhay, teray tiir-e-niim kash ko
ye khalish kahaan se hotii, jo jigar ke paar hotaa
kahuun kis se main ke kayaa hai, shab-e-Gam burii balaa hai
mujhe ka Tags : habibwali mehfil ghazal Views : 9381 This video added by raqaw .
|
|
|
|
niyyat e shauq bhar na jaa'ye kahiin - noor j
live performance
niiyat-e-shauq bhar na jaaye kahiin
tuu bhii dil se, utar na jaa'ye kahiin
aaj dekhaa hai tujhko der ke baad
aaj kaa din guzar na jaa'ye kahiin
na milaa kar udaas logon se
husn teraa, bikhar na jaa'ye kahiin
aarzuu hai ke, tuu yahaan aa'ye
aur phir 'umr, bhar na jaa'ye kah Tags : noorjehan mehfil Views : 8467 This video added by raqaw .
|
|
|
|
Dastaan-e-Om/Sunne Walo |Om Shant Om GOOD AND
Dastaan-e-Om/Sunne Walo om shanti om
hota hai
Dil deta hai jo wo jaan bhi khota hai
Pyar aisa kyun karta hai kya mar k bhi marta hai
Aao tum bhi aaj sun looooo
Dastaan hai ye ki ek tha no jawan jo dil hi dil me ek hasina ka tha diwana
Wo hasina thi, ki jiski khubsurti ka duniya bhar me tha mashoor Tags : om shanti sun ne walo dastaan Views : 32642 This video added by iamtsunde .
|
|
|
|
chaaNdnii raatein sab jag so'y e - noor jehan
pakistani urdu song
movie dopatta (1952)
producer/director sabtain fazli
actress/singer noor jehan
music feroz nizami
lyrics mushir kazmi
ik Tiis jigar men, uthatii hai,
ik dard sa dil men, hotaa hai
ham raaton ko uth kar, rotay hen,
jab saaraa 'aalam, sotaa hai
oh chaandanii raaten, chaandanii Tags : noorjehan pakistan urdu Views : 35542 This video added by raqaw .
|
|
|
|
Song Sochata Hun Ye Kya
FilmHamaari Yaad Aayegi
Lyrics
mukesh
sochata hun ye kya
ye kya kiyaa mainne
kya ye saradard le liyaa mainne
lataa
sochati hun ye kya
ye kya kiyaa mainne
kyon ye saradard le liyaa mainne
mukesh
kaun hai ye, kahaan se aai hai
ye to apani nahin paraai hai
aisi chanchal, sharir aur jhoothi
phir bh Tags : Mukesh Lata Views : 145 This video added by taraqivideo .
|
|
|
|
|